कभी जो उनसे मेरी चार हो गयी आँखें |



कभी जो उनसे मेरी चार हो गयी आँखे,
तो उनके इश्क़ में बीमार हो गयी आँखे!!

Kabhi jo unse chaar ho gayi aankhen
To unke ishq me beemar ho gayi aankhen

भले बुरे की पहचान खूब रखती हैं,
बहुत ही मेरी समझदार हो गयी आँखें!!

Bhale bure ki pahchan khoob rakhti hai
Bahut hi meri samajhdaar ho gayi aankhen

बस एक बार मुहब्बत से उनको देखा था,
इस जुर्म में गिरफ्तार हो गयी आँखे!!

Bas ek baar mohabbat se unko dekha tha
Isi jurm me giraftaar ho gayi aankhen

जो बात सच थी वो आँखों ने कह डाली,
सजा की इसलिए हक़दार हो गयी आँखे!!

Jo sach baat thi wo aaknhon ne keh daali
Sazaa ki isliye haqdaar ho gayi aankhen

उनकी आँखों से जो लड़ेंगी तो चार होंगी,
उनके इंतज़ार में बेक़रार हो गयी आँखे!!

Unki aankhon se jo ladengi to chaar hongi
Unke intezaar me bekaraar ho gayi aankhen.